Monday, 31 August 2015

Log kahte hai pyar amar hota he fir to me  amar ho jauga
Mere pyaar ko sahara dena jab, aakhri dum par tumhe bulauga
Meri yad aaye to rat ko bahar aakar dekhna Me ek chamkta hua tara ban jauga
Ansu mat bahana mujhe yaad karke warna me naraj ho jaunga

No comments:

Post a Comment